Jab Rida Sar Se Chini mai sada deti rahi tu na aya ghazi noha lyrics

AZADARI SIHIN
AZADARI SIHIN
WELCOME to Azadari sihi Like and subscribe...MUST FOLLOW US ON SOCIAL MEDIA ,   SOCIAL MEDIA LINK IS GIVEN BELO ...
WELCOME to Azadari sihi
Like and subscribe...

MUST FOLLOW US ON SOCIAL MEDIA ,   SOCIAL MEDIA LINK IS GIVEN BELOW
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡

◇ YouTube ◇
azadarisihin

◇ Instagram ◇
Instagram: azadarisihin

◇ Facebook Official Page ◇
Facebook: syednaqiabbas.naqi.12

◇ Twitter ◇
Twitter: husain_qaisar

◇ Whatsapp ◇
https://chat.whatsapp.com/FiKGijYvJ54...

◇Email ◇
[email protected]@gmail.com

♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡

We are Glad You All For Your Time And Love  We Are Happy To Call That Our Channel Is Growing Up With All Azadar e Hussain a.s Support, Kindly Support "Azadari Sihin" As Always

Like     share     comment    and     Subscribe the Channel
~~~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~~~

© 2021 Azadari Sihin. All Rights Reserved

Download Lyrics In Pdf :- https://azadarisihi.blogspot.com/2021...

Haye mere Abbas x4
Jab rida sar se chini, mein sada deti rahi, tu na aaya Ghaazi x2

Aal-e-Imran kahan, aur zindaan kahan Ye behen qaid hui, tu na aaya Ghaazi
Jab rida sar se chini, mein sada deti rahi, tu na aaya Ghaazi x2

1. Hum ko paani na miley, teri khusbhoo to rahey Terey baazu na katain, chahey mashkiza chidey Ye magar ho na saka, terey baazu huey juda Mujh pe hai tishna labi, tu na aaya Ghaazi

Jab rida sar se chini, mein sada deti rahi, tu na aaya Ghaazi x2

2. Dhoop mein tu tha shajar, tujh se abad tha ghar Hai barehna mera sar, kya nahin tujh ko khabar aye alamdar-e-wafa, iss behen ko ba khuda
tujh se dharas thi bari, tu na aaya Ghaazi

Jab rida sar se chini, mein sada deti rahi, tu na aaya Ghaazi x2

3. Aa gayi sham-e-alam, lut gayey ahl-e-haram rait par jalti hui, ho gaya thanda alam
pursa dainey ke liyey, mujh se milney ke liyey aa gayey baba Ali, tu na aaya Ghaazi

Jab rida sar se chini, mein sada deti rahi, tu na aaya Ghaazi x2

4. Kya kahoon sher merey, bey-rida hum ko liyey yeh musalmaa(n) saarey, shehr dar shehr gayey khilqat-e-Kufa kabhi, Khilqat-e-Shaam kabhi barha hum pey hansi, tu na aaya Ghaazi

Jab rida sar se chini, mein sada deti rahi, tu na aaya Ghaazi x2

5. Kitni beybas thi behan, aye shehanshah-e-wafa naam ley ley kai mera, jab yeh zaalim ne kaha naaz tha jis pey tujhey, ab bulaao na ussay
aur mein roti rahi, tu na aaya Ghaazi

Jab rida sar se chini, mein sada deti rahi, tu na aaya Ghaazi x2

6. Qaid khanay mein qaza, jab Sakina ko mili Le kai kurtay ka kafan, bachi dafnai gayi uss ghari naam tera, surat-e-naad-e-Ali bas mein duhrati rahi, tu na aaya Ghaazi

Jab rida sar se chini, mein sada deti rahi, tu na aaya Ghaazi x2

7. RoyaRehanqalam,karkaiyehbaatraqam Khoon mein doob gaya, meray Ghaazi ka alam zakhmi Zainab ka jigar, khoon fisha(n) shah ka sar Aaye khaimon mein shaqi, tu na aaye Ghaazi

Jab rida sar se chini, mein sada deti rahi, tu na aaya Ghaazi x2

Aal-e-Imran kahan, aur zindaan kahan Ye behen qaid hui, tu na aaya Ghaazi
Jab rida sar se chini, mein sada deti rahi, tu na aaya Ghaazi x2

End...

This is the end of  Mazloom Ka Matam Lyrics please stay connected for more latest lyrics

Lyrics  Recited By -: Syed Naqi Abbas
Kalam pesh By -: Mir Hasan Mir

jab rida sar se chini mir hasan mir,jab rida sar se chini mir hasan mir WhatsApp Status,jab rida sar se chini mir hasan mir Lyrics,jab rida sar se chini mir hasan mir Status,jab rida sar se chini mir hasan mir Live,jab rida sar se chini mir hasan mir noha,jab rida sar se chini mir hasan mir reaction,jab rida sar se chini mir hasan mir MP3 downnload
Our Social Media Handles -:
Instagram     :     Instagram: azadarisihin
Facebook    :    Facebook: NaqiAbbas
Twitter         :    Twitter: husain_qaisar
...............................................................................................................
...............................................................................................................
Disclaimer: - This channel DOES NOT promotes or encourages any illegal activities and all content provided by this channel is meant for EDUCATIONAL PURPOSE only.

Copyright Disclaimer: - Under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is mad for FAIR USE for purpose such a as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship and research.
Fair use is a use permitted by copyright statues that might otherwise be infringing. Non- Profit, educational or personal use tips the balance in favor of FAIR USE.

همه توضیحات ...