रुको ✋ Motorola Edge 40 🔥 ऑर्डर करनेसे पहले देख लो 😲😲 Paid Reviews की काली सच्चाई ! #leaks

TechBuro
TechBuro
...
#motorolaedge40 #motorolaedge40pro #motorolaedge #motorola @techburo #TechBuro
Dosto agar aap Motorola Edge 40 kharidaneka man bana chuke hai, or aapk man me kuch sawal hai to aap ekdam sahi video pe aaye ho. Yaha maine Motorola Edge 40 ki review or unboxing ki asaliyat share ki hai. Maine yaha Motorola Edge 40 ka camera, processor, motherboard, battery, display aise sari chijoki detail me janakari share ki hai aapko yaha kya milega sari details niche hai

Motorola Edge 40 Design :-
Isame koi shaq nahi hai ki Motorola Edge 40 ekdam slim or stylish design ke sath aata hai. Vegan leather or najane kya kya, aise hi unique feature ke sath Motorola Edge 40 ko banaya gaya hai. Isake blue or black coloe ekdam alag dikhate hai.

Motorola Edge 40 Display :-
Motorola Edge 40 me 6.55 inch ka Poled Display diya gaya hai, jo ki 144 hz ki higher refresh rate ke sath aata haoi. Ab Motorola Edge 40 ke anda 144 hz refresh rate hone ki wajahase ye super smooth display ban jata hai, jo ki aapko multitasking or gaming ke wakt ekdam makkhan feel hoga. Isike sath Motorola Edge 40 ka display ekdam bright or vibrant hai, to aa p ise outdoor me bhi achese enjoy kar paoge.

Motorola Edge 40 Processor :-
Ab Motorola Edge 40 mid range flagship phone hone ki wajahase isame MediaTek Dimensity 8020 processor laga hua hai. Jo log gaming or heavy task ke fan hai unake liye Motorola Edge 40 dimensity 8020 ke sath bahot accha option ban jata hai.

Motorola Edge 40 Camera :-
Bina camera ke Motorola Edge 40 ki to bat khtam nahi ho sakati, isame raer me 50MP + 13MP dual camera setup diya gaya hai. Jisame 50MP ka camera OIS ke support ke sath aata hai, or 13MP ultrawide camera hai. Motorola Edge 40 me 32MP ka huge selfie camera laga hua hai jo aapki acchi selfie lene ke lie capable hai.

Motorola Edge 40 Battery :-
4,400mAh ki battery ke sath Motorola Edge 40 pure din ka power backup dene ka wada karata hai. Isike sath 68W fast charging or 15W wireless charging ke support ke sath Motorola Edge 40 aata hai.

Motorola Edge 40 Software :-
Latest android version 13 Motorola Edge 40 me aapko milata hai, jo ki ek cleen ui ka experience motola dene ka wada karta hai. Isike sath 3 sal ke security patch update bhi aapko Motorola Edge 40 me mil jayege.

Agar mai Motorola Edge 40 ke Pros: and Cons: ki bat karu to,

Motorola Edge 40 Pros:
• Bright and vibrant OLED display
• Powerful MediaTek Dimensity 8020 processor
• 8GB of RAM
• 256GB of storage
• Triple-lens rear camera system with a 50MP main sensor
• 32MP front-facing camera
• Thin and lightweight design
• IP68 water and dust resistance
• Stock Android 13

Motorola Edge 40  Cons:
• No expandable storage
• No telephoto lens
• No headphone jack
Overall Motorola Edge 40 ek accha phone hai agar aap, gaming, video editing, heavy gaming, day to day tasks, ke hisabse ise lena chahate hai to aap jarurse Motorola Edge 40 kharidaneki soch sakate hai, Thanks.



Gear I Use for filming (Links)
My Mic Wired:- https://amzn.to/3R4OWR6
My Mic Wireless:- https://amzn.to/3yBkYwB
My Tripod:- https://amzn.to/3nA3udW
My Camera:- https://amzn.to/3yxCrGh

همه توضیحات ...