Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

s͎t͎u͎d͎i͎o͎ ͎s͎a͎r͎a͎i͎k͎i͎
s͎t͎u͎d͎i͎o͎ ͎s͎a͎r͎a͎i͎k͎i͎
Mujhe Pay Kyun Band Karte Ho PaaniYa Hussain X3Mera Nana Nabi, Meri Maa SayyadaMera Baba Ali, Mera Bhai Hasan ...
Mujhe Pay Kyun Band Karte Ho Paani

Ya Hussain X3
Mera Nana Nabi, Meri Maa Sayyada
Mera Baba Ali, Mera Bhai Hasan
Hum Hi Hein Panjatan
Meri Kya He Khata, Mujhpe Kyun Band Karte Ho Pani
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahin Hun
Kya Mein Zahra Ka Jaya Nahin Hun X3
Kya Nabi Ka Nawasa Nahin Hun

1. Mere Nana Ne Kalma Sikhaya
Aur Quran Tumko Sunaya X2
Kya Ma Nana Ka Saaya Nahin Hun X3
Kya Nabi Ka Nawasa Nahin Hun
Mujhpe Kyun Band Karte Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahin Hun

2. Who Madina Jahaan Mera Ghar He
Aur Masjid Mein Us Ghar Ka Dar He X2
Kya Mein Us Ghar Mein Khela Nahin Hun X3
Kya Nabi Ka Nawasa Nahin Hun
Mujhpe Kyun Band Karte Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahin Hun

همه توضیحات ...